Dekhun jo aasman se to itni baDi zamin
Itni baDi zamin pe chhoTa sa ek shahr
ChhoTe se ek shahr mein saDkon ka ek jal
SaDkon ke jal mein chhupi si gali
gali ke moD pe sa ek
ke sae mein chhoTa sa ek makan
ChhoTe se ek makan mein kachchi zamin ka
Kachchi zamin ke mein khilta hua gulab
Khilte hue gulab mein mahka hua badan
Mahke hue badan mein samundar sa ek dil
Us dil ki mein kahin kho gaya hun main
Yun hai ki is zamin se baDa ho gaya hun main